Skip to content

Sooraj Hi Chhaon Banke

Ravi Basrur/Riya Mukherjee/Menuka Poudel
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Sooraj Hi Chhaon Banke Aaya Hai Aaj Tann Ke Uska Saaya Dhaal Banke Saath Na Chhode Aisi Taaqat, Jiske Aage Maut Damm Tode Har Ikk Lamha Hifaazat Zameen Se Hai Falak Tak Uski Aakhein Baaz Jaise Har Taraf Dekhe Hain Akela Fauj Jaisa Vaar Na Chooke Jhanjhaa Jungle Mein Kasauta Dangal Mein Ek Toofan, Ek Garjan Mile To Dharti Hile Ek Jwala, Ek Aandhi Phaile To Jale Phaa Tak Hile Dost Aisa Zindagi Mein Har Kisi Ko Mile Jaise Saans Tann Ko Mile Wo Rusool Jaise Kabhi Rann Tumul Jaise Ek Dhaar Aur Ek Khanjar Ghaat Aise Kare Ek Barbar, Ek Tatpar Bhay Bhi Dehshat Se Dare Dost Aisa Zindagi Mein Har Kisi Ko Mile Jaise Saans Tann Ko Mile Sooraj Hi Chhaon Banke Aaya Hai Aaj Tann Ke Uska Saaya Dhaal Banke Saath Na Chhode Aisi Taaqat, Jiske Aage Maut Damm Tode