Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kahaniyaan (Teri Meri Kahaniyaan)
Shuja Haider
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kaagaz ki sargoshiyan
Khanakti yeh khamosiyan
Lafz bezubaan rahe
Hai ankahi kahaniyaan
Bepanah saa hai
Hai gham magar
Kabhi bataya nahi
Ishq-e-baa wafa kiya magar
Kabhi jataya nahi
Rishte sambhalte rahe
Yaaron se milte rahe
Dil magar bhara nahi
Yaadon mein uljhe rahe
Bepanah saa hai
Hai gham magar
Kabhi bataya nahi
Ishq-e-baa wafa kiya magar
Kabhi jataya nahi
Meri kahaani ke har mod par
Raste teri ore chalte rahe
Chehre ko tere bhula naa saka
Aahon ko teri taraste rahe
Labb kabhi jo na keh sake
Dhadkan ne sab keh diya
Bepanah saa hai
Hai gham magar
Kabhi bataya nahi
Ishq-e-baa wafa kiya magar
Kabhi jataya nahi