Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dard-E-Dil
Mohammed Rafi
,
Laxmikant Pyarelal
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaya aapne

Pehle to maein shaayar tha
Pehle to maein shaayar tha
Aashiq banaya aapne

Aapki madhosh nazrein kar rahi hain shaayari

Yeh ghazal meri nahin yeh ghazal hai aapki
Maine to bas woh likha, jo kuchh likhaaya aapne
Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaya aapne
Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaya aapne
Kab kahan sab kho gayi jitni bhi thi parchhaiyaan
Uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan

Kya hua shayad koi parda giraaya aapne
Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaya aapne
Dard-e-dil dard-e-jigar dil mein jagaya aapne
Aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge

Aapko dhoondunga kaise raaste kho jayenge
Naam tak bhi to nahin apna bataaya aapne