Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Baaton Baaton Mein (From "Love All")
Jubin Nautiyal, Saurabh Vaibhav, Ankit Pandey
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Baaton Baaton Mein Hans Dena
Haath Kaandhe Par Rakh Dena
Honthon Pe Lafzon Ko Chhupa Ke
Aankhon Aankhon Mein Keh Dena
Besab ab Bewajah
Dil De Raha Mashvara
Maan Loon Isse Ki Maanun Main Na
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Ishq Ki Iftda
Ke Ho Na Ho Yahi Toh Hai Mere Khwaabon Ka Silsila
Khushiyon Se Bhara Hai Jo
Pal Yeh Na Chal Pade
Reth Ki Tarah Kahin Yeh Na Phisal Pade
Lamhein Sanjo Le Kisi Tarah Se
Waqt Ke Pare Chal Uss Jagah Pe
Samay Bhi Na Pohoche Jahan Samay Pe