Skip to content

Habibi

Shilpa Rao & Rikkee
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Ishq me jism jalne de, Ishq mein ruh jalne de Jara najdeek aa sanso ko tu Sanso se milne de Ishq mein jism jalne de, Ishq mein ruh jalne de Jara najdeek aa sanso ko tu Sanso se milne de Aise bahoo mein Bhar na mujhe sathiya Ek pal me pighal jaungi Thodi baki rahi jo mohabbat agar Tujhse milne mai kal aungi Tu khai leli ya azizi Tu khai leli ya rasidi Tu khai leli ya azizi Tu khai leli ya rasidi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi Teri ankhe jo sagar hai To mujhko dub jane de Tera dil gar jo pathar hai To mujhe tut jane de Meri ankho ke sagar mein Doobo jara aur har wakt doobe raho Mujhse takara ke Tum chot khate raho aur Har wakt tute raho Fanah phir gayi afizi Fanah phir bayi rasidi Fanah phir gayi afizi Fanah phir bayi rasidi Ya wastam jawahal hasi pal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi pal habibi Ya wastam jawahal habibi Mere aaghosh me aaja, Mujhe madhosh hone de Kabhi do pal ko jagne de, Kabhi do pal to sone de Wakt sone ka ab to nahi Ek pal wakt ki tej raftar hai Band ankhe karo aur socho Jara sara alam hi raftar hai Fanah hmma wasidi Ada hamma wasidi Fanah hmma wasidi Ada hamma wasidi Ya wastam jawahal hasi pal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi pal habibi Ya wastam jawahal habibi Ishq mein jhakham milne de, Ishq mein dard milne de Jara najdeek aa jakhmo ko Jakhmo se silne de Jakham kaise hai Ye dard hota nahi dard hota nahi ek pal Mujhko bechainiya Chain dene lag Kya mujhe Ho gaya ajkal Tu khai leli ya azizi Tu khai leli ya rasidi Tu khai leli ya azizi Tu khai leli ya rasidi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi Ya wastam jawahal hasi wal habibi Ya wastam jawahal habibi