Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Qaatil
Hasan S. Iqbal
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Rakh Loon Chupa Ke Tujhko
Nazrein Na Lag Jaaye
Zulfein Lehra De Jo Tu
Shaamein Yeh Dhal Jaaye
Rakh Loon Chupa Ke Tujhko
Nazrein Na Lag Jaaye
Zulfein Lehra De Jo Tu
Shaamein Yeh Dhal Jaaye
Jab Se Dekha Hai Tujhko
Kho Baitha Hoon Dil
Ek Pal Bhi Tujhse Doori
Sehna Ab Mushkil
Ankh Teri Qaatil
Jana Le Le Meri Jaan Main Hoon Haazir
Kabhi Thoda Muskura De Mere Khaatir
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Ankh Teri Qaatil
Jana Le Le Meri Jaan Main Hoon Haazir
Kabhi Thoda Muskura De Mere Khaatir
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Kaise Kahun Kis Haal Mein Hoon
Naam Tera Har Saans Pe Loon
Lag Rahi Hain Teri Aadatein
Jaise Main Kisi Nashe Mein Hoon
Mujhe Paas Bula Le Teri Baahon Mein
Meri Jaan Is Dil Ko Sambhaal Tu
Tere Pyaar Mein Khud Ko Luta Doon Main
Tujhe Paane Ko Betaab Hoon
Jab Se Dekha Hai Tujhko
Kho Baitha Hoon Dil
Ek Pal Bhi Tujhse Doori
Sehna Ab Mushkil
Ankh Teri Qaatil
Jana Le Le Meri Jaan Main Hoon Haazir
Kabhi Thoda Muskura De Mere Khaatir
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Ankh Teri Qaatil
Jana Le Le Meri Jaan Main Hoon Haazir
Kabhi Thoda Muskura De Mere Khaatir
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Doob Raha Dil
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Doob Raha Dil
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Doob Raha Dil
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil
Doob Raha Dil
Teri Yaadon Mein Doob Raha Dil