Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Me
AUR
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dekho Idhar
Tum Aankhon Se Parh Lo Yeh Baatein Aur Kuch Na Kaho
Udaasi Samaito Bhalay Jhootay Hastay Raho
Mein Tera Hoon Tera, Tum Chahay Kisi Ke Bhi Ho
Kisi Ke Bhi Ho
Kisi Ke Bhi Ho
Kisi Ke Bhi Ho
Kisi Ke Bhi Ho
Kisi Ke Bhi Ho
Mein Tera Hi Hoon
Tum Mere Raho
Mein Tera Hi Hoon
Tum Mere Raho
Mein Tera Hi Hoon
Tujh Ko Aaye Yaqeen Is Liye Tujh Se Waaday Karun
Tujh Ko Dekha Tou Lagta Hai Aisay
Ke Jaisay Ke Tum Phir Aayi Ho Asmaan Se Kahin
Meetha Sa Lehja Hai Tum Se Hi Seekha Hai
Khaaye Mujhe Bas Yahan Teri Kami
Tum Sa Koi Aur Tha Hi Nahi
Khaaye Mujhe Bas Yahan Teri Kami
Tere Saamnay Mein Ro Diya
Hastay Hi Tere Phir Sab Kho Diya
Dil Tera Meine Sambhalay Rakha
Aur Tunay Mera He Dil Kho Diya
Ab Khoya Hai Kya Aur Paaya Hai Kya?
Kabhi Tujhse Kuch Bhi Chhupaya Hai Kya?
Tum Soye Ho Ghairon Ke Baaghon Mei Jaa Ke
Ab Socho Ke Tumne Gawaya Hai Kya
Ab Basta Hai Mujh Mei Koi Tum Se Bhi Zyada
Woh Mera Woh Hissa Jo Mujh Mei Kushada
Mein Kehta Hoon Ke Kitna Pyaar Hai Tumhe?
Tou Woh Sharma Ke Kehti Hai, "Khud Se Bhi Zyada"
Mein Jhooth Aur Sach Ka Aik Chehra Hi Hoon
Mein Aankhon Ki Andekhi Gehrayi Hoon
Tu Darti Hai Tu Mujh Ko Kho Hi Na De
Mein Kehta Hoon Ke Ab Mein Tera Hi Hoon
Mein Tera Hi Hoon
Tum Mere Raho
Mein Tera Hi Hoon
Tum Mere Raho