Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dekho Rootha Na Karo
Mohammed Rafi
,
Lata Mangeshkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dekho ruthaa naa karo, baat nazaron kii suno
Ham naa bolenge kabhi, tum sataaya naa karo
Dekho ruthaa naa karo, baat nazaron kii suno
Ham naa bolenge kabhi, tum sataaya naa karo
Dekho ruthaa naa karo
Jaanaper meri bani, aap kii thahari hasi
Hai main jaan gayi, pyaar kii fitnagari
Dil jalaane ke liye thandi aahen naa baro
Dekho ruthaa naa karo, baat nazaron kii suno
Ham naa bolenge kabhi
Teri khushboo ne mere hosh bhi chhin liye
Hai khushi aaj hamen, tere pahalu main gire
Dil kii dhadkan pe zaraa phool sa haath rakho
Ham naa bolenge kabhi, tum sataaya naa karo
Dekho ruthaa naa karo
Kya kahegaa ye samaa, in rahon kaa dhuaan
Laaj aaye mujhe, mujh ko laaye ho kaha
Ham tumhe maan gayi, tum bade wo ho hato
Dekho ruthaa naa karo, baat nazaron kii suno
Ham naa bolenge kabhi, tum sataaya naa karo
Dekho ruthaa