Jaan Nisar (Original Score)
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Oo be wafaa teri deewangi
Deewangi
Deewangi
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Koi tujhko ussay juda karay
Koi tujhko ussay juda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Teri honth hansna bhool jaayen
Teri aankh pur nma raha karay
Tu uski batain kya karen
Tu uski batain suna karen
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Oo bewafa teri deewangi
Deewangi
Deewangi
Deewangi
Oo bewafa teri deewangi
Deewangi
Deewangi
Deewangi
Meri tarah, khuda karay
Tera kisi pe aaye dil
Tu bhi jigar, ko thaam kar
Kehta phiray ke haaye dil
Haaye dil, haaye dil, tera kisi pe aaye dil
Haaye dil, haaye dil, tera kisi pe aaye dil
Haaye dil, haaye dil, tera kisi pe aaye dil
Usay dekh tu, ruk paray
Wo nazar jhuka kar chala karay
Tere khuwab bhikray, toot kar
Tu kirchi kirchi chuna karay
Tujhe ishq ho phir yaqeen ho
Naam uska likh kar parha karay
Main kahun ke ishq dhong hai
Tu nahi nahi kia karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tu bhi asman ko dekh kar
Usay maangny ki dua karay
Tera bebasi mai yeh haal ho
Tu waja karay wo dagha karay
Kaise door mujhse wo hogya
Isi soch mai tu na haan karay
Mera kuch nahi tere siwa
Tu bhi yeh kisi se kaha karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Tujhe ishq ho, khuda karay
Oo bewafa teri deewangi
Deewangi
Deewangi
Deewangi
Oo bewafa teri deewangi
Deewangi
Deewangi
Deewangi