Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Na Janay Kahan
Rahat Fateh Ali Khan
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Na jaane kahaan
Haan, na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Dhoondte tujhe jeevan ki shaam ho gayi hai
Na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Shaakhon ki baahein poochhti hain
Shaakhon ki baahein poochhti hain
Phoolon ki nigaahein poochhti hain
Tanha kyun chal raha hoon
Mujhse ye raahein poochhti hain
Na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Khud ko sazaayein de raha hai
Phir bhi duaayein de raha hai
Dil ye kab se na jaane
Tumko sadaayein de raha hai
Na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Dhoondte tujhe jeevan ki shaam ho gayi hai, hai
Na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai
Ho, na jaane kahaan tu, jaan-e-jaan, kho gayi hai