Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Nazar Woh Hai Ke Jo
Jagjit Singh
Popularity · Moderate
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Nazar vo hai ke jo kaun-o-makaan ke paar ho jae
Nazar vo hai ke jo kaun-o-makaan ke paar ho jae
Magar jab rou-a/e-taabaan par pade bekaar ho jae
Nazar us husn par tehre to, akhir kis tarah tehre
Nazar us husn par tehre to, akhir kis tarah tehre
Kabhi jo phool ban jaaye kabhi rukhsaar ho jae
Chalaa jaataa hoon hansataa kheltaa, mauj-a/e-hawadis se
Chalaa jaataa hoon hansataa kheltaa, mauj-a/e-hawadis se
Agar aasaaniyaan hon zindagi dushwaar ho jae
Agar aasaaniyaan hon zindagi dushwaar ho jae