Skip to content

Yaar Teri Bewfali

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Toggle navigation A.R.Rehman Aanand Bakshi Mahalaxmi Iyer Yaar Teri Bewafayi Ka Humko Zara Sa Ghum Nahi Yahan Terese Haseen Terese Jawaan Kum Nahin Tu Nahi Mila Koyi Aur Mil Gaya Dil Nahi Khila Par Dard Khil Gaya Aur Kuch Bhi Sochte Hain Hum Nahi Yaar Teri Bewafayi Ka Humko Zara Sa Ghum Nahi Yahan Terese Haseen Terese Jawaan Kum Nahin Tu Nahi Mila Koyi Aur Mil Gaya Dil Nahi Khila Par Dard Khil Gaya Tu Hain Anjaan Hum Anjaan Nahi Tujhko Mubarak Ho Yeh Naya Naya Pyaar Tera Inse Milo Yeh Mere Naye Dildar Tujko Mubarak Ho Yeh Naya Naya Pyaar Tera Inse Milo Yeh Mere Naye Dildar Shikwa Kare Na Shikayat Kare Chalo Hum Apni Apni Mohabbat Kare Woh Hi Sama Par Woh Mausam Nahi Ab Woh Tum Nahi Ab Woh Hum Nahi Yaar Teri Bewafayi Ka Humko Zara Sa Ghum Nahi Terese Haseen Terese Jawaan Kum Nahin Tu Nahi Mila Koyi Aur Mil Gaya Dil Nahi Khila Par Dard Khil Gaya Pyaar Shola Hi Hai Shabnam Nahi Humne Bhi Tod Di Kasmo Ko Vaado Ko Bhool Gaye Hum Bhi Teri Sab Yaado Ko Humne Bhi Tod Di Kasmo Ko Vaado Ko Bhool Gaye Hum Bhi Teri Sab Yaado Ko Tune Yeh Dil Aise Tod Diya Lekin Humne Bhi Haath Tera Chhod Diya Tu Hai Udaas Pareshaan Hum Nahi Tere Jaise Anjaan Naadaan Hum Nahin Yaar Teri Bewafayi Ka Humko Zara Sa Ghum Nahi Terese Haseen Terese Jawaan Kum Nahin Tu Nahi Mila Koyi Aur Mil Gaya Dil Nahi Khila Par Dard Khil Gaya Pyaar Shola Hi Hai Shabnam Nahi