Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kabhi Socha Na Tha Maine
Anand Raaj Anand, Sonu Nigam, Sonali Vajpayee
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Aaj mujhko laga baat kuchh hai zaroor
Paas kitne ho tum, jab huye mujhse door
Beqaraari hai kyun? Yeh khumari hai kyun?
Kyun pareshan hai? Kyun yeh armaan hai?
Tum kya gaye ho, janam
Sang le gaye bahaar
Tum kya gaye ho, janam
Sang le gaye bahaar
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Sach kahoon pyaar kya hai, main nahi jaanta tha
Pyaar ki baatein sach hain, main nahi maanta tha
Kya mujhe ho raha hai? Kya mera kho raha hai
Mujhko ehsaas hai, kya meri pyaas hai
Tu nahi paas mere
Hai tera intezaar
Tu nahi paas mere
Hai tera intezaar
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Kabhi socha na tha maine
Mujhe ho jaayega pyaar
Dil deewana deewane ka kya aitbaar
Kya aitbaar, kya aitbaar
Kabhi socha na tha maine