Skip to content

Younis Ki Kahani

Rebel Club
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Younis ko mili saza Machli ke pait mein wo phas gaya Di us ne phir ye sada Ye kya ho gaya mere Khuda Tu ne na farmani ki Apni he kahani ki Karna jo tha tujhay Tu ne uss se bemaani ki Younis ko ehsaas hua Zar-o-qatar ronay laga Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko Sun ke Younis ki ilteja Razi ho gaya uss ka Khuda Machli ne use ugal diya Younis apni manzil ko chul para Chahay baat ye purani thi Par zarori batani thi Younis ki jo kahani thi Hum sab ki kahani bhi Mayoos hai kyn khara Maang apnay rab se tu bhi ye Du'a Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza Younis ko mili saza MACHLI KE PAIT MEIN WO PHAS GAYA Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko Mere Khuda Mujhay ek mauqa aur de tu Jaon ga apnay dar ke samnay mein dekhi tu Pura karun ga mein apni kahani ko Laon ga khoj maqsad-e-zindigani ko