Skip to content

Baatein

Natiq & Karun
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Meri soch ka baadal ik kahaani hai Yuh aankhein bharde itna paani hai Teri lehro ki ye kaisi manmaani hai Meri bhi sunle haala ki baat puraani hai Aaj ki shaam tujhse nibhaani hai Ik lambi raat tere sath bitaani hai Yeh husn dekh kar mausam bhi rumaani hai Meri bhi sunle haala ki baat puraani hai Aasmaan mein taare to kaafi hain Par tere chehre ki chamak noorani hai Wo suhaani muskaan aaj lautaani hai Mere bhi sunle haala ki baat purani hai Yeh ishq mera jismaani hain Agar jism tera paani hain Main doob jau usme Haala ki ye baat bahut puraani hai