Skip to content

Hear My Song

Various Artists
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Faza bhi hai jawan hawa bhi hau rawa suna raha hai ye sama suni suni si dasta faza bhi hai jawan jawan pukarte hai dur se vo kafile bahar ke bikhar gaye hai rang se kisi ke intezar main lahar lahar ke honth par wafa ki hai kahaniya suna raha ye sama suni suni si dasta faza bhi jawan jawan bujhi magar bhujhi nahi na jane kaisi pyas hai qaraar dil se aaj bhi na door hai na paas hai ye khel dhoop chaw ka ye qurbatein ye duriya suna raha hai ye sama suni suni si dasta faza bhi hai jawan jawan har ek pal ko dhudhta har ek pal chala gaya har ek pal firaaq ka har ek pal visal ka har ek pal guzar gaya bana ke dil pe ek nishan suna raha hai ye sama suni suni si dasata Faza bhi jawan jawan hawa bhi rawa rawa ...