Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bukhar
Murtaza Qizilbash
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Naya din hai nayi subah hai
Phir mann kyun thakka thakka hai
Mere dil ki rukay jo dhadkan
Lagta hai tu hi wajah hai
Teri qasam mein nahi hoon kaamchor
Tere aagay thora sa hoon kamzor
Vela betha hoon par kaam hain crore
Nikla mein jo tere shikar mein
Kaam kaaj sab gaye bhaar mein
Aur kitna sataye gi mujhe
Sun le
Soniye, sun le ve
Mujhe karna nahi tujh se pyaar
Acha bhala tha aur phir mein
Deewana hogaya
Pichha mera chhad de na tu yaar
Ishq nahi ye tou hai bukhar
Tu te kadd gayi aye jaan
Hijr tere ne mera khich leya saan
Mera dil dubda
Ke labna ni sila menu mere hub da
Te das fir kyun
Heeriye tere painde phuleke
Te mein
Maahiye mein ki karna inj bay ke
Teriyan ne
Gallan
Shallan
Rajdi ni
Mein ta hun
Challa
Shalla
Karna ni jaye tu mera
Bhalla
Halla
Macheya te chareya bukhar
Aye dil di pukaar
Hai ke
Zindagi ne mujhe diye barray dhokay
Chalo baby jo bhi hua it is ok
Chalta hoon mujhe koi na rokay
Zindagi ne mujhe maaray barray taanay
Chalta hai baby ussi bahanay
Dil tootay par haar na maanay
Aur gaye ke
Soniye, sun le ve
Mujhe karna nahi tujh se pyaar
Acha bhala tha aur phir mein
Deewana hogaya
Pichha mera chhad de na tu yaar
Ishq nahi ye tou hai bukhar
Soniye, sun le ve
Mujhe karna nahi tujh se pyaar
Acha bhala tha aur phir mein
Deewana hogaya
Pichha mera chhad de na tu yaar
Ishq nahi ye tou hai bukhar