Skip to content

Sab Dhoka Hai

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Hey Kal Kisane Dekha Hai Takdir Me Kya Hai Kab Jane Kya Hoga Sab Maya Sab Dhoka Hai Kal Kisane Dekha Hai Takdir Me Kya Hai Kab Jane Kya Hoga, Sab Maya Sab Dhoka Hai Sachai Pyar Hai (Rab Hai) Rab Jane Pyar Hi (Sab Hai) Sab Payega Khushi Jab Ye Behoshi Chhaye Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Ho Oh... Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Hey Is Pyar Ka Asar Hai Bada Pal Me Sab Badal Jayega Hey Halaka Halaka Hoga Nasha Tu Bhi Pyar Kar Payega Tanhai Dard Ki Vajah Hai Khud Ko Tu Dena Saja Pahale Bhi Ye Dil (Toota Hai) Toota Hai Sab Ne (Loota Hai) Phir Bhi Khilna Hai Jisko Wo Dil Kya Murjhaye Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Hey Jis Dil Me Hai Yeh Diwanagi Na Kabhi Ho Dilbar Se Juda Hey Mar Jayenge Pyar Ke Liye Pyar Hi Dilo Ka Hai Khuda Ye Duri Hai Jo Mitta De Payega Noore Khuda Ek Aag Ka Dariya Hai (Yaaro) Aur Doob Ke Jana Hai (Yaaro) Ab To Har Bandagi Me Karni Hai Dua Ye Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Hey Kal Kisane Dekha Hai Takdir Me Kya Hai Kab Jane Kya Hoga Sab Maya Sab Dhoka Hai Sachai Pyar Hai (Rab Hai) Rab Jane Pyar Hi (Sab Hai) Sab Payega Khushi Jab Ye Behoshi Chhaye Pyar Se Dil Bharde Ya Rabba Raham Kar De Ho Oh. Pyar Se Dil Bharde (Ek Aag Ka Dariya Hai) Ya Rabba Raham Karde (Aur Doob Ke Jana Hai)