Rishtey - Revisited
Popularity · Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed hai Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile
Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile
(Ek Chhat Ke Tale Ajanabi Ho Jaate Hai Rishtey
Bistar Pe Chaadaro Se Chhup So Jaate Hai Rishtey)... (2)
Dhunde Se Bhi Iname Nahi Darmaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Hai Bass Yahaan Tanahaayiyaan Mile
(Jisko Bhi Dekhiye Woh Adhura Sa Hai Yahaan
Jaise Kahin Ho Aur Woh Aadha Rakha Huwa)... (2)
Ho Jab Jahaan Jude Wahi Judaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile
(Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile)... (2)