Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Yunhi Tum Mujhse Baat Karti Ho
Abhay Jodhpurkar
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yoonhee tum mujse baath karti ho
Yoonhee tum mujse baath karti ho
Ya koyi pyaar ka iraada hai
Adaaen dil kee janata hee nahin
Adaaen dil kee janata hee nahin
Mera humdam bhee kithna sada hai
Yoonhee tum mujse baath karti ho
Roj aatee ho tum khyaalon me
Roj aatee ho tum khyaalon me
Jindagi me bhee meri aa jaao
Biit jae na ye savaalon me
Biit jae na ye savaalon me
Is javanee pe kuch taras khao
Haale dil samajho sanam
Haale dil samajho sanam
Kahenge munh se na hum
Hamaari bhee koyi maryaada hai
Yoonhee tum mujse baath karti ho
Adaaen dil kee janata hee nahin
Bholepan mein hai vafa kee khushbu
Bholepan mein hai vafa kee khushbu
Tujpe saba kuch na kyun lutaau main
Mera betaab dil ye kehtha hain
Mera betaab dil ye kehtha hain
Tere saaye se lipat jaaoon main
Mujse ye mail tera
Mujse ye mail tera
Naa ho ek khel tera
Ye karam mujhpe kuch jyaada hai
Adaaen dil kee janata hee nahin
Adaaen dil kee janata hee nahin
Mera humdam bhee kithna sada hai
Yoonhee tum mujse baath karti ho
Yoonhee tum mujse baath karte ho
Ya koyi pyaar ka iraada hai