Skip to content

Bhooli Bisri Yaadon Mein

Various Artists
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Tera hriday mera hriday Ek baat keh raha hain Chal saath keh raha hain Chal saath Chal saath Chal saath keh raha hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Music Shikwo mein kya rakha hain Sab kuch hain pyar mein Shikwo mein kya rakha hain Sab kuch hain pyar mein Kyu umr yeh bita de Ek intzar mein Nazro ke samne se Pal pal gujar raha hain Chal saath chal saath Chal saath keh raha hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Music Kuch waqt mil gaya hain Chalo dil ki baat karle Kuch waqt mil gaya hain Chalo dil ki baat karle Jee to yeh keh raha hain Baaho mein tumko bhar le Kab se judai tumse Mann mera seh raha hain Chal saath chal saath Chal saath keh raha hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Music Kaisa banaya rab ne Yeh zindagi ka mela Duniya hain saath sari Phir bhi hain mann akela Aankhon se ashk banke Zazbat beh raha hain Chal saath chal saath Chal saath keh raha hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Bhooli bisri yaadon mein Ab bhi kahi pyar chhupa hain Tera hriday mera hriday Ek baat keh raha hain Saath keh raha hain Chal saath chal saath Chal saath keh raha hain.