Ab Raat Guzarne Wali Hai
Shankar-Jaikishan
Popularity · Low
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Aa jao, tadapte hain armaan
Aa jao, tadapte hain armaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Main rouun yahaan
Tum chup ho wahaan
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
O, chaand ki rangat udne lagi
Woh taron ke dil Ab doob gaye, doob gaye
Hai dard bhara bechain sama
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Is chaand ke dole mein aayi nazar
Is chaand ke dole mein aayi nazar
Yeh raat ki dulhan chal di kidhar, chal di kidhar?
Awaaz to do, khoye ho kahaan?
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Ghabra ke nazar bhi haar gayi
Taqdeer ko bhi neend aane lagi, neend aane lagi
Tum aate nahin, main jaoon kahaan?
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai
Ab raat guzarne wali hai