Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Shaamein - Aviverse | @astheticavi | @MeAbhishekShukla
Aviverse
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Tu meri jaana hai
Sabko bataana hai
Tere hi khaatir main jiyun
Ye dil deewaana hai
Phir kya sharmaana hai
Tujhse mohabbat main karun
Chaahat ko mere poochegi jab tu
Mujhko lage pareshaan kare
Sabko pata hai kya tujhko nahi
Jawaab khud hi phir sawaal kare
Kyun
Dil ki main ek baat likhunga
Dard ke tere hisaab likhunga
Duniya mein yun mil na paaye
Meri kitaab mein saath likhunga
Mere baare jab poochogi tum
Keh dunga main hoon deewaana sanam
Likhta hoon tere liye har nazam
Darta hoon kehne se tujhko sanam
Hum teri baahon mein rehna hai chaahte
Par jaana tumse hum ye keh nahi paate
Takte hain tumko hum shaamein aur raatein
Kaise chhupaayein hum dil ki ye baatein
Jaana tum door ho
Chaand sa noor ho
Tere saamne sab feeke hain
Tere liye jeete hain
Kabhi kabhi peete hain
Saari balaayein teri lete hain