Skip to content

Pyar Hua Chupke Se

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Dil ne kahaa chupake se "ye kya hua chupake se?" Kyun nae lagaa rahe hain ye dharti-gagan Maine poocha to bolee ye pagali pavan... "pyaar hua chupake se, ye kya hua chupake se?" Kyun nae lagaa rahe hain ye dharti-gagan Maine poocha to bolee ye pagali pavan... "pyaar hua chupake se, ye kya hua chupake se?" Titliyon se sunaa... Titliyon se sunaa maine qissa baag ka Baag mein thi ek kalee sharmeelee, anchhui Ek din manchala bhanvaraa aa gaya Khil uthi vo kalee, paayaa rup naya Puuchhati thi kalee, "ye muje kya hua?" Phool hansaa chupake se, pyaar hua chupake se Maine baadal se kabhi... O, maine baadal se kabhi ye kahaani thi suuni Parbaton kee ek nadi milne saagar se chali Jhumti, gumti, ho, naachati, dolati Kho gayi apanae saagar mein jaa ke nadi Dekhne pyaar kee aisee jaaduugari Chaand khilaa chupake se, pyaar hua chupake se Kyun nae lagaa rahe hain ye dharti-gagan Maine poocha to bolee ye pagali pavan... "pyaar hua chupake se, ye kya hua chupake se?" Kyun nae lagaa rahe hain ye dharti-gagan Maine poocha to bolee ye pagali pavan...