Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kaate Na Kaate Raina - EnVy
Manna Dey
,
Asha Bhosle
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jo main aisa jaantee
Ke prit kiye dukh hoy
To nagar dhindhora peethti
Ke preet naa kario koy
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
More laage unse naina re
More laage unse naina re
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
More laage unse naina re
More laage unse naina re
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
Tumhaare vaade ki jo sharaabee
Kare hai tauba nashe mein aakar
Hamaari aadat ke muntazir hain
Jawan raaton ka dil dukhaakar, haay
Chanda hanse akaash mein
Chanda hanse akaash mein
Mere pee nahin mere paas mein
Mere pee nahin mere paas mein
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
More laage unse naina re
More laage unse naina re
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
Guzar chuki hai ye raat aadhee
Shamaa re saath hum bhee jal rahe hain
Ajgar ko thaame tadap rahe hain
Tadap ke karavat badal rahe hain, haay
Kahe shaam se jalataa diya
Kahe shaam se jalataa diya
"tune, baawali, ye kya kiya"
"tune, baawali, ye kya kiya"
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina
More laage unse naina re
More laage unse naina re
Kaate naa kate raina
Kaate naa kate raina, kate raina