Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
ae kash ke hum
jatinlalit
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaen

Bas naghmen tere pyaar ke gaate hee jaaen

ย
Khilti-mahakti ye zulfon kee shaam
Hanste-khanakte ye honton ke jaam
Khilti-mahakti ye zulfon kee shaam
Hanste-khanakte ye honton ke jaam
Aa, jhoom ke saaz uthaayen
Bas naghmen tere pyaar ke gaate hee jaaen
Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaen
Bas naghmen tere pyaar ke gaate hee jaaen
Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaen
ย
Ho bas agar tum hamaare, sanam
Hum to sitaaron pe rakh dein qadam
Ho bas agar tum hamaare, sanam
Hum to sitaaron pe rakh dein qadam
Saara jahaan bhool jaaen