Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ek Paon Chal Raha Alag Alag
Manna Dey
Popularity ยท Low
+
๐ฎ๐ฉ Madurese ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
Sochie to, kya ajeeb baath he
Ek paanv chal raha alag-alag
Doosraa kisi ke saath-saath hai
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
Sochie to, kya ajeeb baath he
Ek paanv chal raha alag-alag
Doosraa kisi ke saath-saath hai
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
ย
Ek daal is tarah khili-fali
Ek-ek paat phool ban gaya
Ek daal is tarah khili-fali
Ek-ek paat phool ban gaya
Ek daal is-qadar magar luti
Ek-ek phool dhul ban gaya
Aaj aur kal kee dhoop-chhaanv mein
Isliye samaya ke suune gaanv mein
Ek paanv chal raha alag-alag
Doosraa kisi ke saath-saath hai
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
ย
Ek havi chali ki khil utaa chaman
Ek havi chali ki saba ujaad gaya
Ek qadam utaa ki raah mil gayi
Ek qadam utaa ki path bichhad gaya
Ek havi chali ki khil utaa chaman
Ek havi chali ki saba ujaad gaya
Ek qadam utaa ki raah mil gayi
Ek qadam utaa ki path bichhad gaya
Isliye dilon kee jeet-haar mein
Isliye kisi ke preet-pyaar mein
Ek paanv chal raha alag-alag
Doosraa kisi ke saath-saath hai
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
Sochie to, kya ajeeb baath he
Ek paanv chal raha alag-alag
Doosraa kisi ke saath-saath hai
Dekhie to, kya ajeeb haal hai
ย