Skip to content

Mah-E-Ramzan Aaya

Alhajj Muhammad Owais Raza Qadri
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Shor e maheeno sun kar tujh tak me dawan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Jab baan me tajalli par wo nayya re jaan aaya Sar tha jo gira jhuk kar dil tha jo tapan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Taiba ke siwa sab baab pamaal e panah honge Dekhoge chaman walon jab ahd e khazan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Jannat ko haram samjha aate to yahan aaya Ab tak ke har kaamu kahta hun kahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Sar aur wo sang e dar aankh aur wo bazm e noor Zalim ko watan ka dhiyan aaya to kahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Kuchh naat ke tabqe ka aalam hi nirala hai Sakte me padi hai aql chakkar main ghuma aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Le tauq e alam se ab azad ho ab qumri Chitthi liye bakhshish ki wo sarw e rawan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya Taiba se ham aate hain kahiye to jina walon Kya dekh kar jeeta hai jo wahan se yahan aaya Saqi main tere sadqe main de ramzan aaya Mah e ramzan aaya mah e ramzan aaya