Ye Go Ye Maina
K.N. Krishnan
Popularity ยท Low
Listen
YouTube
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Ye go ye, ye maina
pinjara banaya sone ka
Pinjara banaya sone ka
Tala lagaya chaandi ka
kangna pahnavu sone ka
anguthi banavu hire ka
teri hogi kamaal
meri hogi dhamaal
main raja hu mithe mithe sapanon ka
bangla banavu marble ka
parda lagavu makhmal ka
tere liye to main banda hajir hoon
ek aunga taaj mahal laa detaa
limaka pilavu mumbaicha
pista khilau dubai ka
aaja aaja aa ja
meri bahon main aa
dil ho gaya mera divana
pari kahan se aayi jamin pe
thumak iski chal dekho
aya main aaya
london se aaya
shaadi manane tere gaav aya