Skip to content

Chunari Mein Daag

03Shubha Mudgal && Meeta Vash
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Manvaa Mein Mere Aandhi Hai Uthi, Aur Stabdh Khadi Hoon Main Saanson Mein Baandh Apni Hi Saans, Nishabd Khadi Hoon Main Duniyaa Se Jeeti Jeeti, Khud Se Haari Bas Dhvast Khadi Hoon Main Aaina Main Aur Aks Main, Mad Mast Khadi Hoon Main Laaga Chunari Mein Daag Chupaaun Kaise Laaga Chunari Mein Daag Chunari Mein Daag Chupaun Kaise, Ghar Jaun Kaise Laaga Chunari Mein Daag Jham Jham Jham Jham Jhamjawaat Antar Mein Gunje Diwas Raat Ek Shunya Shunya Kapti Vishal Maya Ki Dashe Se Ladti Main Bhidhi Vishwast Khadi Hoon Main Meri Laaj Main Hoon, Chunar Bhi Main Hoon Chunar Pe Daag Bhi Main (Ho Gayi Maili Mori Chunariya Kore Badan Si Kori Chunariya)... (2) Haan Jaake Babul Se Nazaren Milaun Kaise Ghar Jaun Kaise (Laaga Chunari Mein Daag Chupaaun Kaise)... (2) Main Dhvast Dhvast, Main Nasht Pasht Main Saral Wirral, Main Ati Vishishta Main Shyam Shwet, Badal Mein Ret Nirajhar Si Jhari Hoon Main Andhiyari Raat, Deepak Main Baati Swapnil Si Khadi Hoon Main Kanchan Ki Kaaya, Apna Hi Saaya Bas Khud Se Dari Hoon Main Lakdi Mein Geeti, Thodi Seeli Seeli Tham Tham Ke Jalli Hoon Main Main Maaya Maaya, Main Chaaya Chaaya Aatma Aur Kaaya Main (Nishabdh Khadi Hoon Main)... (2) Vishvast Khadi Hoon Main Laaga Chunari Mein Daag Sarvatra Khadi Hoon Main Laaga Chunari Mein Daag Sarvatra Khadi Hoon Main