Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Hum Chhod Chale Hain Mehfil Ko
Mukesh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
hum chorh chale hain mehfil ko, yaad aaye kabhi to mat rona.
hum chorh chale hain mehfil ko, yaad aaye kabhi to mat rona.
is dil ko tasalli de lena ghabraye, kabhi to mat rona.
hum chhorh chale h mehfil ko...
ik khwab sa dekha tha humne...
ek khwab sa dekha tha humne, jab ankh khuli to toot gaya
jab ankh khuli to toot gaya...
ye pyar tumhe sapna bankar tadpaye kabhi to mat rona
hum chhorh chale hain mehfil ko.
(music...)
jivan ke safar me tanhayi...
jivan ke safar me tanhayi, mujhko to na zinda chhorhe gi...
mujhko ti na zinda chorhegi...
marne ki nazar ae jane jigar, mil jaye kabhi to mat rona.
hum chhorh chale hain mehfil ko. yaad aye kabhi to mat rona...
iss dil ko tasalli de lena.
ghabraye kabhi to mat rona...