Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Bholoun Tujhay
Rameez Khalid
Popularity ยท Low
+
๐ต๐ญ Waray ยท Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Bholoun Tujhay Ya Chahoun Tujhay
Kar Paye Na Yeh dil Faisla
Hokay Judaa Jiyoun kaisay main
Nahin hai yeh ab hosla
Bholoun Tujhay Ya chahoun Tujhay
Kar Paye Na Yeh dil Faisla
Hokay Judaa Jiyoun kaisay main
Nahin hai yeh ab hosla
Kabhi Hansa touu kabhi Rona
Teri Yadoun main youn khona
Mujhko acha lagta hai yeh jahan
Kabhi Hansa touu kabhi Rona
Teri Yadoun main youn khona
Mujhko acha lagta hai yeh jahan
Gar yeh hona tha
Phir kyon Milna
Gar yeh Hona tha
Phir kyon milna tha
Youn Aye Zindagi main koi Ajnabi
Joray Jis say har Waasta
Jahan say chalay waheen pay Rukay
Milay us say har Raasta
Kabhi Hansna touu kabhi rona
Teri Yadoun main youn khona
Mujhko Acha lagta hai yeh Jahan
Kabhi Hansna touu kabhi rona
Teri Yadoun main youn khona
Mujhko Acha lagta hai yeh Jahan
Gar Yeh hona tha
Phir Kyon Milna tha
Gar Yeh hona tha
Phir kyon Milna thaaaa
ย