Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ham Ko Kiske Gham Ne Mara Yeh Kahani Phir Sahi
Song, Ghulam Ali
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Dil ki choton ne kabhi chain se rahne na diya
Jab chali sard hawa main ne tujhe yaad kiya
Is ka rona nahi kyon tum ne kiya dil barbaad
Is ka gham hai ke bahut dair mein barbaad kiya
Hum ko kis ke ghum ne mara ye kahani phir sahee
Kis ne toda dil hamara ye kahani phir sahee
Lil ke lutnay ka sabab poochho na sabke saamne
Naam aayega tumhara ye kahani phir sahee
Nafraton ke teer khakar doston ke shehar main
Hum ne kis kis ko pukaara ye kahanai phir sahee
Kya bataayen pyaar ki baazi wafa ki raah mein
Kaun jeeta kaun haara ye kahani phir sahee