Skip to content

Teri Nazron

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Pehli mulakaat main Arziyan meri yeh sun jaa ve sun jaa ve Bas teri sohbat mein Rehna ve rehna ve Tu agar hans de toh Bin mosum baarish ho Tu khafa ho toh main tanha ve tanha ve Mujh ko mehsos tu Jab se hone laaga Yoon laaga dhoop nikli ho barsat mein Teri nazron ne Kuch aisa jaadu kiya Lout gaye hum toh Pehli mulaqat mein Teri nazron ne Kuch aisa jaadu kiya Lout gaye hum toh Pehli mulaqat mein Dil mein maine tujhko Aise utara hai Dekhu jahaan bhi ab to tera nizara hai Meri suni suni raaton ki tu subha hai Meri soi jaghi shab ki dua Mera kuch na raha aik dil ke siva Dil yeh hazir hai Le jaa tu soghat mien Teri nazron ne Kuch aisa jaadu kiya Lout gaye hum toh Pehli mulaqat mein Teri nazron ne Kuch aisa jaadu kiya Lout gaye hum toh Pehli mulaqat mein