Skip to content

Mahue Ka Ghoont

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Mahue ka ghut ek piya Mahue ka ghut ek piya Maja aayi gawa Mahue ka ghut ek piya Maja aayi gawa Tut gaya hamra jiya Are tut gaya hamre Jiya maja aayi gawa Mahue ka ghut ek piya Maja aayi gawa re Dekha nahi aisa nadan hame Dete hai dil log di jan hamne Dekha nahi aisa nadan hame Dete hai dil log di jan hamne Kam aisa hamne kiya Kam aisa hamne kiya Maja aayi gawa Mahue ka ghut ek Piya maja aayi gawa Lakho me ek phul khilta nahi hai Ye dard sabko milta nahi hai Lakho me ek phul khilta nahi hai Ye dard sabko milta nahi hai Ye dard mujhko diya Ye dard mujhko diya Maja aayi gawa Mahue ka ghut ek Piya maja aayi gawa Re maja aayi gawa Usne banayi ha isabki jodi Khali jagah mere dil me chodi Usne banayi ha isabki jodi Khali jagah mere dil me chodi Kismat ne ye kya kiya Kismat ne ye kya kiya Maja aayi gawa Mahue ka ghut ek piya Maja aayi gawa Tut gaya hamra jiya Are tut gaya hamre Jiya maja aayi gawa Ha mahue ka ghut ek Piya maja aayi gawa re.