Skip to content

Koi Kaise Mohabbat

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Rat hui chand khila Chand khila tadio se Tadio se pyar hua ho Ho koi kaise Mohabbat chupaye Ho koi kaise Mohabbat chupaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Koi kaise mohabbat chupaye Koi kaise mohabbat chupaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Mohabbat ne aisa Asar kar diya hai Khud se hame Bekhabar kar diya hai Azab hal dil ka Hone laga hai Tu aankho mein Sapne pirone laga hai Mujhe yu na dekho Tum muskurake Rakh lunga dil mein Tumko churake Tumne chua to Mahki hai sanse Band ho rahi hai Sharmake aankhe Teri ada ne wo Jadu chalaye Aankhe mili or Kadam dagmagaye Ho koi kaise Mohabbat chupaye Ho koi kaise Mohabbat chupaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Gujar na sakegi Tanha zindgani Mohabbat ki kardo Koi meharbani Mujhe tumse milke Maja aa raha hai Ye dil aasma pe Uda ja raha hai Kitne hasi hai ye Pal chahto ke Diye jal rahe hai Nayi hasrato ke Bina dor ke hum Khiche ja rahe hai Tumhari taraf hum Chale aa rahe hai Dil ke jharokhe Me tu muskuraye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Ho koi kaise Mohabbat chupaye Ho koi kaise Mohabbat chupaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye Aankhe mili aur Kadam dagmagaye