Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Kya Fayda?
Jay Taylor
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Mai Waha Jab Toot Raha Tha
Ashqon Mein Doob Raha Tha
Tune Usse Andekha Kiya Tha
Sab Kuch Jab Chhut Raha Tha
Bikhar Ke Sab Phoot Raha Tha
Tune Usse Andekha Kiya Tha
Kya Karu Tere Sahare Ka Ab
Girke Mai Zakhmi Tha Kabse Hua
Kya Karu Iss Marham Ka Ab
Ghav Toh Sare Ab Sookhe Yaha
Teri Humdardi Teri Ye Narmi
Ab Laake Kya Fayda?
Kya Fayda?
Raah Mein Jab Tu Tha Gaya Chhod Kar
Rooh Ko Meri Tha Gaya Todd Kar
Kitna Mai Chillaya Tune Mudke Naa Dekha
Itna Asaan Tha Kya Yun Mujhko Bhoolana
Meri Wafa Ke Badle Tune Tohfa Ye Sarja
Mera Toh Mujh Mein Baaki Kuch Bhi Nahi Raha
Kya Karu Tere Rehem Ka Ab
Meri Duhai Toh Tu Sunn Na Saka
Kya Karu Teri Duaon Ka Ab
Isse Bura Toh Kya Hoga Yaha
Teri Ye Chhahat Laayi Jo Raahat
Ab Laake Kya Fayda?
Kya Fayda?
Rooh Meri
Tadapti Rahi
Dil Ye Mera Akela Hi Yun
Jalta Raha
Banjar Zameen
Hai Ab Meri
Baarish Yaha Bahake Ab
Kya Fayda?