Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Saawan
Farak
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Saawan bhaaye in aankhiyan ko
Adat gyi na dil ki dhundhat sukoon
Ret ki tarah man mohe bikhran do
Taa umar tarse ye lab batiyan ko
Ho sake bayaan jo
Zakham hi kya hai
Sab gawa ke bethe hain
Karz hi kya hai
Dil ki hasraton ka
Dard hi gawah hai
Marham ko tarse jo
Marz hi kya hai
Tum saadho to dard kahu
Sang baitho do pal to sangharsh karu
Dil karta sirf sach kahu
Tum Samjhoge mujhko to arz karu
Chooka koi lakshya kahu
Koi dukhti hui nafz kahu?
Ya kuch bhi kehne se pehle main
Theheru, ek dafa sharm karu
Jo seekha sab kharch karu
Is kaagaz ko kabtak hamdard kahu?
Khud ko main mard kahu
Ya zaahir koi apna main kasht karu
Beeta vo waqt kahu
Koi dukhti hui nafz kahu?
Ya kuch bhi kehne se pehle main
Theheru, ek dafa sharm karu