Skip to content

Bubblecars

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode bubblecars bubblecars Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode bubblecars bubblecars Haath mein hai mere aasmaan Seene mein bhardu mein baadal aaj Uparwaala puchhe mujhse mere paap Kaale mere haath (mere haath) Yeh dhundhe gawaah Saamne khada, Mera parivaar Yeh dikhte naraaz Unka eklauta aaj hota faraar Maa mujhe karde tu maaf Duniya mein nahi bacha mera koi kaam Naa jaane kaate maine kaise itne saal Rukta toh hoti tu harr din naaraz Upar se maaru chhalaang (haan) Milti hai Mukti aaj Kalaiyo ke beech mein maaru daraar Khoon ki behti hai dhaar Hota aazaad (haan) Maa mujhe karde tu maaf Kabhi nahi kiya maine kamra saaf Kabhi nahi bataya maine tujhe mera haal Kabhi bhi na diye maine tujhko jawaab Aate hai tujhko sawaal ke Kyu mera beta betha rehta akela Woh aisa kya jhelta Kyu na khaata woh khaana Jab uske pasand ka hee banaya jaata (jaata haan) Kyu aata woh raat ko der se Uska kya hoga bahana Kyu rehta woh ghoom Kyu rehta woh chup Kyu na hasta woh zyaada (Kyu na hasta woh zyaada) Kyu aate hee ghar pe let ta Bistar pe so jaata fatt se (fatt se) Kyu naa karta woh baatein Mujhse, Jaise karta tha bachpan mein (haan) Maa mujhe karde tu maaf Mein na kar paaya tere sapne saakaar (maa) Tujhe milne waali meri laash Gale lagg jaa (haan) Tere hee kaano mein Leta hu aakhri saans Aansu hata Mein naa udaas Mein hu aazaad Rehne waala tera intezar maa Kyuki Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode bubblecars bubblecars Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode bubblecars bubblecars Escape,Escape Escape,Escape Escape,Escape I cut my laces on I'm ready to run away Maybe,Maybe You could've just saved me Maybe,Maybe You could've just saved me Aah Its love and hate Love and hate Love and hate I love to breath Its funny cuz' I even hate myself Maybe,Maybe You could've just saved me Maybe,Maybe You could've just saved me Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode Bubblecars Bubblecars Murde ko naa maar sakta koi aaj Aaj poora aasmaan hai mere haath Seene mein bhardu mein baadal aaj Aazaadi hoti hai haasil aaj Cheatcode Bubblecars Bubblecars