Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Woh Bheege Pal by Zubeen Garg
Zubeen Garg
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi) - 2
(saari duniya ka maine pyaar paaya tere kadmon mein
ji gaya main tere sang sadiyon ko chand lamho mein) - 2
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
(tu aarjoo, tu justjoo, tere siva kuchh nahi
din dophar kyu har sehar khalati hai teri kami) - 2
gaahein-bagaahein meri saanse bhi mujhko lagati hai jaise saja
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
(ai jindagi tere bina jeena nahi hai mujhe
sajada karuun, rab se kahuun, de de dua mein tujhe) - 2
mehfus rakhloon tujhe apne dil mein, mere dil ki hai yeh sada
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi
saari duniya ka maine pyaar paaya teri chahato mein
ji gaya main tere sang sadiyon ko chan lamho mein
woh bheege pal, woh bheegi yaadein
woh tanha raatein, woh teri baatein, bhula nahi, bhula nahi.