Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Tum Ho Mera Pyar - lrclib
KK, Suzanne D'Mello
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Jism se rooh tak, hai tumhare nishan
Ban gaye tum meri zindagi
Jism se rooh tak, hai tumhare nishan
Ban gaye tum meri zindagi
Jab se tum ho mile
Jaan o dil hai khile
Tumse waabasta hai, har khushi
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Jab mile nahin the tum, na thi khushiyaan na gham
Tum mile to badle zindagi ke ye mausam
Ho sun raha hai jo dua mera rab hai tujhme
Har jagah tha kuch kam mila mujhe sab tujh mein
Raat din dekhna tujhko aadat meri
Yun tujhe chaahna hai ibaadat meri
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Jism se rooh tak, hai tumhare nishan
Ban gaye tum meri zindagi
Aankhen sehra meri, tu hai bheega ek baadal
Meri khwahishon mein tu, tere liye main paagal
O ho tum hai bahti nadi, dooba dooba main saahil
Main hoon tujh mein fanaa, tu hi mera hai haasil
Jab se tu o sanam, meri baahon mein hai
Ik ujala sa dil, ki panahon mein hai
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Tumko hi basaya maine yaadon mein
Tumse hai nasha, tumse hai khumaar
Tumko hi sajaya maine khwaabon mein
Tum ho mera pyaar, tumse hai qaraar
Ashhh4