Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Ye Duuriyaan Revisited
Aasa Singh
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Gum hai zameen, gum aasmaa
Gum sa hai mera jahaan
Dhundhoon tujhe tere bina
Soona mera kaarwaan
Ye dooriyaan
Tujhse meri dooriyaan
Ye dooriyaan
Mujhse teri dooriyaan
Aawargi mein rhe har lamha mera
Pal-pal mere poochte, "Tu hai kahan?"
O, soone sabhi raaste, bewajah ka ye safar
Qadam do tere saath ke mera jahaan
Baante mujhe, kaate mujhe
Bikhra sa hoon main yahan
Bikhre hisson mein dhundhoon tujhe
Har-pal tere he nihsaan
Ye dooriyaan
Tujhse meri dooriyaan
Ye dooriyaan
Mujhse teri dooriyaan
Dooriyan
Dooriyan
Dooriyan
Ooh