Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Dard Karaara
Sadhana Sargam
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Khuda se zyada tum pe aitbaar karte hain
Gunaah hai jaan ke bhi baar-baar karte hain
Baar-baar karte hain
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhta hoon tujhe roz zara sa
Kore-kore kaagaz, jin pe bekas...
Kore-kore kaagaz
Jin pe bekas likhta hoon yeh khulasa
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Tu meri hai prem ki bhasha
Likhti hoon tujhe roz zara sa
Kore-kore kaagaz, jin pe bekas...
Kore-kore kaagaz
Jin pe bekas likhti hoon yeh khulasa
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara
Abhi-abhi dhoop thi yahaan pe
Lo, ab barsaaton ki dhaara
Jebein hain khaali, pyaar ke sikkon se
Aao kar lein guzaara
Kabhi-kabhi aaine se poochha hai
"Kisne roop sanwaara?"
Kabhi lagoon mohini, kabhi lagoon chaandni
Kabhi chamkeela sitaara
Kitna sambhal lein (bach kar chal lein)
Dil toh dheeth awaara
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara
Tumse mile, dil mein utha dard karaara
Jeene laga wohi jise ishq ne maara