Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Gustakh Ishq - From "Gustakh Ishq"
Shafqat Amanat Ali feat. Nazish
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Hain youn mile k raste juda juda se ho gaye
Chragh jo jalaye the wo sham se hi so gaye
Thy apne apne khawab hum
Thy apni apni raat hum
Nibha sake na ghum se hum
Ke us se pehle ro diye
Aye Khuda kisi ko de na judai
Mujh se basar dil manga
Kati hai beparwahi
Faslon ne jora hum ko faslon ne tora
Hum nahi murry thy hum ko faslon ne mora
Aasman se batein kr k ik dua bnaen
Rabba mere dena nahi tu kabhi vichora
Hamara jo na ho saka hum usi ke ho gaye
Nibha sake na ghum se hum
Ke us se pehle ro diye
Aye Khuda kisi ko de na judai
Mujh se basar dil manga
Kati hai beparwahi
Aye Khuda kisi ko de na judai
Mujh se basar dil manga
Kati hai beparwahi