Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Boombai Nagariya (Living In The City) (Megablast.Us)
Bappi Lahiri
,
Vishal Dadlani
Popularity · Low
+
Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
(Laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Is Sheher Se Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai) - 2
Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Saala Idhar Toh Foot Path Bhi Houseful Hai
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 2
Yeh Bombay Hai Yaha Time Ka Matlab Hai Paisa Samjhe
Mujhe Tees Minute Ki Journey Teen Minute Mein Puri Karni Hai Samjhe
Saala Khud Marna Hai Toh Mar Na Doosre Ki Kayko Waat Lagata Hai
Paisa Waat Lagata Hai...
Thok Du Kya
(Utar Jaaye Ragon Mein Jo Toh Teh Nasha Hai
Iski Aadat Jo Pad Gayi Toh Yeh Saza Hai) - 2
Aise Bhar De Ke Khaali Karde
Haa Re Pal Yeh Aise Jaga Hai
Hum Dono Dhakkanon Ko Aaj Ke Din He Paida Hona Tha
Laakh Laakh Roz Aake Bas Jaate Hai
Is Sheher Is Dil Laga Ke Phas Jaate Hai
Arey Sone Ki Raahon Mein Soone Ko Jaaga Nahi
Shola Hai Ya Hai Bijuriya Dil Ki Bajariya Bambai Nagariya - 4