Skip to content

Idols

Miracle Mangal
Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Yeah Yeah Yeah Yeah Gaari chalti (Nahi hai kyun ab mujh se?) Gaanay bantay (Nahi hain jaise pehle) Bantay thay tou kya karun? (Sharaab piyun ya khitaab karun?) Mehfil may sahib-e-khaas mein hoon Maikhana mere hi ghar ki hai kheti Paigham-e-mohabbat ki aas may hoon (Nazam likh ke bhejein) Kehte hain logon may jeena tum seekho Tum tang nazar logon se bachna tou seekho Yeh shayarana nazriya seedha Daska se Tum Ahsan ke qalam may doob ke dekho Naa rehmat barasti iss basti may Shaamein alag si iss galli ki Nukar pe (Hum bethe uski muravvat may) Gaano may nasha nahi, gaanay hi nasha hain Jaani, tum ([?] khatakte) Un galliyon se jahan pe jaani tum saaray ho (Bhatakte) Bhai, hum dou (Nahi mein sau) Sheher-e-dil may lagay hain (Billboards) Mujhe naam chahiye jaise SRK Feel chahiye thora (J. Cole) Thora Kendrick, thora Drake (Aur?) Eminem, Raja aur Lil Wayne Thora-thora chahiye (T-Pain) Thora Snoop Dogg, thora (50) Thora Biggie Smalls, thora (2Pac) Lekin sab se pehle tou khud mein Jisko faraq nahi paray ke kya hain yeh Mere Idols, yeah Competition mera nahi hai, yeah-yeah (Yeah-yeah) Competition mera nahi hai, yeah-yeah (Yeah-yeah) (Yeah-yeah) (Nahi hai kyun ab mujh se?) (Nahi hain jaise pehle hum thay) Gaari chalti (Nahi hai kyun ab mujh se?) Gaanay bantay (Nahi hain jaise pehle) Bantay thay tou kya karun? (Sharaab piyun ya khitaab karun?) Mehfil may sahib-e-khaas mein hoon (Nahi hain jaise pehle)