Skip to content

Raat Ka Nasha

Damia Farooq feat. Rizwan & Ahmed
Popularity ยท Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Raat ka nasha abhi Aankh se gaya nahin Raat ka nasha abhi Aankh se gaya nahin Tera nashila badan Baahon ne chhoda nahin Aankhen to kholi magar Sapna woh toda nahin Haan wohi woh wohi Saason pe rakha hua tere hoton ka Sapna abhi hai wahi Raat ka nasha abhi Aankh se gaya nahin Raat ka nasha abhi Aankh se gaya nahin Tere bina bhi kabhi Tujhse machal leti hoon Karvat badalti hoon to Sapna badal leti hoon (Repeat once) Tera khayal aaye to Balkhake pal jaata hain Paani ke chaadar tale Dum mera jal jaata hain Haan wohi woh wohi Saason pe rakha hua tere hoton ka Sapna abhi hai wahi