Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Duvidha
Chizai
Popularity · Low
+
Original
0
0
Listen
YouTube
1
2
3
0:00 / 0:00
Loading YouTube player...
Lyrics offset
Synced
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Chhup rahaa hoon khud se
Khud mein kahin
Ghut rahaa hoon sab mein
Hoon main yahin
Duvidha mein hoon main padaa
Jahaan thaa wahin hoon khadaa
Manzil hai meri dhundhli
Raasta nahin hai pataa
Khaali haath mere hain yahaan
Thaam lo
Mere is qissey pe zaraa dhyaan do
Duvidha mein hoon main padaa
Jahaan tha wahin hoon khadaa
Manzil hai meri dhundhli
Raasta nahin hai pataa
Uljhan mein hoon main padaa
Bhula hoon apna pataa
Rishton ki tooti dori
Milta nahin hai sira
Duvidha mein hoon main padaa
Jahaan tha wahin hoon khadaa
Manzil hai meri dhundhli
Raasta nahin hai pataa