Skip to content
Lyric
Dive
Public playlists
My playlists
Search
Sign in
Naseeb
Sambhav Baxi
Popularity · Low
+
Soninke · Original
0
0
YouTube
Searching YouTube...
Lyrics
Original
Translation
Bilingual
Yeh shaamein, milti hain raaton se
Do baatein, kehti hain taaron se
Tera na shaamil hona, lagta hai anjaana sa
Likhi naseeb mein teri kami
Yeh faasle magar kyun laazmi
Raatein akeli main kaatun
Khwaabon ko tere sahaara bana loon
Waadein kiye the, umeedein thi
Bhulein inhe par, bhulein tujhe kaise
Tera na shaamil hona, lagta hai anjana sa
Likhi naseeb mein teri kami
Yeh faasle magar kyun laazmi