Skip to content

Nain Kabootar

Popularity · Low

YouTube

Searching YouTube...

Lyrics

Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono Nain kabootar udd gaye dono Nain kabootar udd gaye dono Ache nain ladaye aise udde Kabootar mere loat ke phir na aaye Nain kabootar, nain kabootar Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono Ache nain ladaye aise udde Kabootar mere loat ke phir na aaye Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono Haye akala chhoad gaye hain Bedardi dil tod gaye hain Haye akala chhoad gaye hain Bedardi dil tod gaye hain Kab ruk te hain uddane vale Udd jate hai tod ke tale Pyar mein huye hain Hum sodai rabba teri duhai Lut ke le gaya ek har jayi Pal mein meri kamayi Ache nain ladaye aise udde Kabootar mere loat ke phir na aaye Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono Kon tha jisne pyar banaya Dil mein mittha dard jagaya Ha kon tha jisne pyar banaya Dil mein mittha dard jagaya Pyar hi ek anmol khzana Pyar kiya to maine jana Jab se hue hai Prem deewane ban gaye hain afsane Duniya ki duniya hi jane Pyar to ek na mane Ache nain ladaye aise udde Kabootar mere loat ke phir na aaye Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono Kal tak thi jo aaj nahin hoon Ab tu jaha hain main bhi vahi hoon Kal tak thi jo aaj nahin hoon Ab tu jaha hain main bhi vahi hoon Ha pyar mein apna rang dikhaya Yaar ko aakhir khich hi laya Pyar kiya to phir kya darna Kya jeena kya marna Pyar kiya hain pyar karege Pyar hume hain karna Ache nain ladaye aise udde Kabootar mere loat ke phir na aaye Nain kabootar udd gaye dono Arey nain kabootar udd gaye dono O nain kabootar udd gaye dono O nain kabootar udd gaye dono